Radha soami ji main teen saal se aapke paas jaata hoon lekin mujhe naam daan nahi mil raha hai
kya main jaan sakta hoon kab tak milega
replied to: rajeev1987
Replied to: Radha soami ji main teen saal se aapke paas jaata hoon...
Radha Soami bhai sahib, lagta hai ki aap satsang dhyaan se nahin sunte....apne local centre me satsang se pehlejake baithiye, and satsang dhyaan se suniye,,,, fir kuch poochne ki jaroorat nahin rahegi,,,, maafi chahta hun, par yehi answer hai...