Radha Soami Satsang Beas
Pyar
Posts  1 - 9  of  9
punamr
Hum jaha pehli baar aye ha or jaha ke topic padhe jaha sab problem or cheejon ki baatein kar sakte ha hume yeh nahi pata tha. Humari v ek problem ha or is umeed ke sath share karna chahte ha ki Baba ji hume koi raasta dikhaye or humari help kare. Baat yeh ha ki hum kisi se pyar karte ha wo v humse pyar karte ha 3 saal ho gaye ha aise hi baat karte karte hum bahar rehte ha or wo india me. Yeh kisi ko v nahi pata ki hum baat karte ha or pyar karte ha usse. Hum use dur v nai huna chahte parents ko dukh v nai dena chahte. Lekin hume kabi kabi guilty feel hota ha keu ki aisa lagta ha ki hum dhokha de rahe ha lekin hum dono ne yeh v teh kiya ha ki hum dono parents ke khilaaf nai jaye ge. Lekin hum dono ka pyaar bilkul sacha ha hum dono bhut pyar karte ha or khush v ha lekin bas jahi provlem ha ki kabi kabi bhut bura lagta haa pata nahi kya kare sach kahe ja na agar kaha to parets ko dukh hoga pata ne wo kya kare ge. Hume fikar ho rahi ha humare parents tut jaye ge pata ne un ka vishwaas v hum thodna ne chahte lekin wo kehte ha na pyar kiya ne ho jata ha hum dono ka pyar v aise hoya.
Save
Cancel
Reply
replied to:  punamr
rssb123
Replied to:  Hum jaha pehli baar aye ha or jaha ke topic padhe...
Radha Soami g. ap ko parents ko to btana hi hoga. kyo ki agar ap aisa nai karo ge to unko kaise pata chale ga k ap log pyar karte ho. to himmat to apko karni hi hogi.
Save
Cancel
Reply
replied to:  rssb123
sureh
Replied to:  Radha Soami g. ap ko parents ko to btana hi hoga....
If u have loved someone then have the courage to tell yr parents. Think positively. Parents are never against yr welfare. Tell them the facts. They will analyse the things and let u know their views. After knowing their opinion, u can think future course of action. geet62@ymail.com
Save
Cancel
Reply
replied to:  sureh
punamr
Replied to:  If u have loved someone then have the courage to tell...
Hume ne lagta ki ye itna asaan ha hum apne parents ko bhut pyar karte ha. Hum unhe dukh ne deena chahte lekin yeh v sahi ha ki hum bataye bina reh ne sakte keu ki har waqt yahi man me aata ha ki keh deh bata de lekin fir parents ko khush dekh kar ruk jaate ha.
Save
Cancel
Reply
replied to:  punamr
NANDINI06
Replied to:  Hume ne lagta ki ye itna asaan ha hum apne parents...
Sab apna parents sa pyar karta hain aap akaila nai karta. Per wo khush tab rahanga jab aap khush hoga.is liya himat kar ka bta do
Save
Cancel
Reply
replied to:  NANDINI06
punamr
Replied to:  Sab apna parents sa pyar karta hain aap akaila nai karta....
Thank u hum try kare ge.
Save
Cancel
Reply
replied to:  punamr
Rohitbatra
Replied to:  Thank u hum try kare ge.
Radha soami ji,

Dear be bold there is nothing in front of love.
Save
Cancel
Reply
replied to:  Rohitbatra
punam7
Replied to:  Radha soami ji,...
Hanji hum try kare ge lekin hume lagta ha ki hum nai kar paye ge or wait kare ge. Hume pata ha hum galt ha lekin apne parents ko dukh nai deh sakte.
Save
Cancel
Reply
replied to:  punam7
SOHAN123
Replied to:  Hanji hum try kare ge lekin hume lagta ha ki hum...
Radha soami ji wo sukh sukh nahi jisme hmare mata pita sarik na ho sakte kuch log apne mata pita ko bina bataye shadi kar lete hai per ye sahi nahi hai kyonki jine hame janam ditta hai usko kabhi dukh nahi dena chahiye rahi baat pyar ki is sansar me sacha pyar ham sirf param pita parmatma se hi kar sakte hai duniyavi pyar sirf ek wasna hai apni garaz hai or kuch nahi yadi hame hamare guru se pyar ho gaya to we hame permatma tak phucha sakte hai uske baad kisi pyar ki jarurat nahi rah jayegee us samaya ham pyar ka roop ho jayenge jo ki parmatma khud hai.

Radha soami ji
Save
Cancel
Reply
 
x
OK