Radha Soami Satsang Beas
Posts  1 - 5  of  5
shavetakaushal
Mere pyar satguru babji ke charno me radha soami ji

me yeh puchna chahti hun ki me 29 year ki unmarried girl hun, or babaji me apki book padti hun or book pad kar mujhe pata chal gaya hai ki mukti kya hoti hai or humein human birth god se milne ki liye diya jata hai. or isliye babaji me namdan lena chahti hun, but mujhe lagta hai ki mere me namdan ke liye tadap nai hai. plz babaji ji mujhe apse namdan chaiye or mujhe plz apne simran or pryer krne ki bhiksha de do plz babaji mujhe ap chaiye. or mujh jaise tuch or buri ladki ko babaji plz apni saran me lelo or mujhe namdan de do.

babaji radhasomai ji
Save
Cancel
Reply
replied to:  shavetakaushal
jkduggal
Replied to:  Mere pyar satguru babji ke charno me radha soami ji...
Radha Soami



Save
Cancel
Reply
replied to:  jkduggal
gurindersingh
Replied to:  Radha Soami
Gurinder singh is a child molestor. He was caught in Spain for sexual abuse towards children. His wife used to work in a bar as a pole dancer. His teachings are fake. He just runs a family business and people like you attend his meetings which simply proves you guys are without brains.
Save
Cancel
Reply
replied to:  gurindersingh
angel2000
Replied to:  Gurinder singh is a child molestor. He was caught in Spain...
If you cant say anything nice, don't say anything at all.
Would you like it if someone said the same thing to your family or you ? You need to learn to respect people and their family when someone says something about someone it means there not happy with them self learn 2 respect
Save
Cancel
Reply
replied to:  shavetakaushal
rajatkwatra
Replied to:  Mere pyar satguru babji ke charno me radha soami ji...
Parmatma khana de sakta hai par bhukh insan ko apne aap lagni chahiye. Or jaise bina bhukh ke khaya hua khana bekar hai aise hi bina naam ki pyas ke liya hua naam vyarth hai.
Aap ko ye samajhna chahiye ki naam dan kya hai or ye kyon chahiye. tabhi aapme sach me iski pyas jagegi.
Aap ko sath sath apne parivar , mata pita , rishtedaro ki responsibilities bhi nibhani chahiye.
Ye samay grahasth ashram me pravesh karne ka hai to aapka dhyan us taraf bhi rehna chahiye.

Save
Cancel
Reply
 
x
OK