Radha Soami Satsang Beas
Posts  1 - 2  of  2
acha
Main radha swami ko apna nahi pa raha. karan ye hai ki kahten hai ki radha swami naam daan vo le sakta hai jo chal kapat na kare apne bujurgo ka dhyan rakhe.......eske vipret main jinn satsungiyo ko janta hun vo atyadhik chal karte hai.......unhone apne maa baap ke saath vo kiya jo bhagwaan kise ke saath na kare or ab unki photo diwar pe daang rakhi hai. main janna chahta hun kya aaise logo ko bhi naam daan milta hai

Please suggest
Save
Cancel
Reply
replied to:  acha
nechlani12
Replied to:  Main radha swami ko apna nahi pa raha. karan ye hai...
Radhasoami ji jin logo ne apne mata pita ka khyal nahi kiya wo apne karmo ka khud hisab kitaab dekhenge aap doosro ko dekh kar fasla na le kya aap bhi unaki tarah banana chahte hai yadi nahi to unko tulna me mat rakhiye rahi baat naam daan ki kya aise logo ko naam daan milna chahiye to yeh unka pichhale karmo ka hissab hoga
Save
Cancel
Reply
 
x
OK