Radha Soami Satsang Beas
Posts  1 - 6  of  6
balwantreal
We say that Everything happens with God's Wish . God ke bina Putta bhe nahee hilta , to jo hum paap karte hein kya wo bhee God Kee wish se karte hein . Ager sabh God kee wish se hee ho rha he to hume bure karmo kee szza kio miltee he ?
Save
Cancel
Reply
replied to:  balwantreal
akhil7k
Replied to:  We say that Everything happens with God's Wish . God ke...
Galat fehmi mein jee rahe hain aap. god is accountant and u r accountable of ur deeds whether good or bad. its all the matter of karma i.e actions and reactions.
Save
Cancel
Reply
replied to:  balwantreal
Hiten
Replied to:  We say that Everything happens with God's Wish . God ke...
R.S. ji.Same ques ws askd 2 Mangaramji in Ajmer,during Q.A....He replied "Bhagwaan hamare andar aise hi h,jaise room me lamp jal rha h.Us light me student study karta h,to lamp usko shabaash nhi deta, Daaku chori krta h,to usko fatkaar nhi deta.God ne humko buddhi,vivek diya h,vo isiliye h k hum vichhar karke karm karen.Regards. Hiten,Jalandhar. shardahiten@gmail.com
Save
Cancel
Reply
replied to:  Hiten
balwantreal
Replied to:  R.S. ji.Same ques ws askd 2 Mangaramji in Ajmer,during Q.A....He...
Ok g , jab hum bhuddhi ka use paap karne me kerte hein to kya vo paap bhee God kee widh de nhee ho rha hota? jab ke hum kehte hein ke uskee wish ke bina to putta bhee nhee hil sakta. To iska matlab ye hua ke vo paap bhee uskee wish se hee ho tha he. Yes or No ?
Save
Cancel
Reply
replied to:  akhil7k
balwantreal
Replied to:  Galat fehmi mein jee rahe hain aap. god is accountant and...
Kya iska matlab yeh hua ke ager koi katil kisi ka katal ker rha he to uske karmo me likha he ke vo katal karega or jo katal ho rha he uske karmo me likha he ke vo katal hoga.
To paap kya punn kya.iska matlab ke paap karna bhee mukadar me likha he or punn karna bhee
ager aisee hee baat he to apne haath me kya he?
Save
Cancel
Reply
replied to:  balwantreal
Hiten
Replied to:  Kya iska matlab yeh hua ke ager koi katil kisi ka...
Bhai ji,ye fact hai ki insaan ki akal,buddhi,sanskaar,vichaar,n karam aise hi hote hain,jaisi uski kismat hoti hai.Bt,kismat b to insaan khud hi likhta h. Karm 3 tarah k hote hain. Sanchit, Prarabdh,n Kriyamaan. Karm siddhant se hi ye duniya chal rhi h. Isko samajhne k liye aap Santmat ki books study karen, Satsang sune. since, ye topic school colleges k cource me nhi h,to hum confuse ho jate hain. Aap further meri mail i.d. pe likh sakte hain.Apki help karke mujhe khushi hogi. Regards shardahiten@gmail.com
Save
Cancel
Reply
 
x
OK