Gurinder Singh
Posts  1 - 2  of  2
vinusehgal11
Radhaswami ji mene pehle bhi aapse apne dady ke bare me swal kiya tha par abhi tak apne jwab nahi diya plz aap meri mummy ke swalo ka jwab de de warna wo tadapti rahengi or me janna chahti hu ki kya jo log atam hatya karte he kya unhe bhi baba ji hi leke jate he agar wo naamdhari ho? or meri mummy to baba ji k alawa kisi par bharosa karti hi nahi he to unhe ye dard kyo mila kya unke karam jayda bure he jo wo akeli reh gayi? plz jaldi se jaldi jawab dijiye baba ji plzzzzzzzzzzz
Save
Cancel
Reply
replied to:  vinusehgal11
drshaileshpaulsood
Replied to:  Radhaswami ji mene pehle bhi aapse apne dady ke bare me...
Radhasoami Ji,
I know you have asked the question from Babaji and I am no authority to answer ur qestions. But still I want to say that Atam hatya se bada koi paap nahin hai. Yeh insaan ko dobara se 84 lakh ke chakar mein daal deta hai. Insaan sochta hai ki shayaad aatam hatya kar ke mukti ho jayegi per aisa nahin hai apne karamon ka hisaab kitaab dene ki liye hamein karmon ke anusaar janam lena hi padta hai. Baki aap ne pucha tha ki aapki mumy ko babaji ne yeh dukh kyon diya . to main kehna chahunga ki yeh to pechle janam ke karam hote hain aur jisese jitna sambandh hai utna hi time hum uske saath rehte hain. Life mein babaji per saare tension chodd dein to sab theek ho jata hai per hum kehte to hai lekin aapne tension babaji per nahin chodte iss liye hi pareshaan hote hai. Humein sirf babaji ke dwara de gaye meditation after naam daan hi karne chahiye baki chodd dena chahiye.
Radhasoami Ji
Save
Cancel
Reply
 
x
OK