ashu3g
Radha swami ji baba ji ki kirpa se ab 40--45 mint ki sitting bani hai par is se aage nahi bad pa raha hu mann tikta nahi hai abhi bhi idhar udhar bhagta hai koi aisa solution ho ki sitting lambi ho sake aur mann bhi control main aa jaye ....radha swami ji.