Radha Soami Satsang Beas
Posts  1 - 37  of  37
punamr
Radha sowami ji me 21 saal ki hu mere ghar me mere jiju radha sowami ha lekin jiju ne abhi naamdaan nai liya ha. Lekin me ek book padhi thi jo ki baba ji bare me thi to wo padh kar mere man me naamdaan lene ki icha hoi or me beas v ana chahiti hu. Mera sawaal je hi ki me kya karo matlab me baba ji ke bare me or janna chahti hu or naamdaan lena chahti hu bhut man ha dil se or mujhe abi tak kuch v pata nahi ha kaise hota ha kya karna padhta ha. Hum bahar reh rahe ha jaha koi book ne milti or pata be kis se puchu. Mujhe kuch pata nahi bas me baba ji bare me janna chahti hu naamdaan leena chahti hu. Me google pe search kar rahi thi to yeh site milli to socha yahi apne sab sawalon ka jwaab mango umeed ha ki aap maddad kare ge or bachi samaj kar galtiya maaf kar denge. Agar mujhse kuch galt likh geya ho to mujhe maaf karna mujhe pata nahi kaise kahe lekin hum jana chahte ha
radha sowami ji
Save
Cancel
Reply
replied to:  punamr
rssb123
Replied to:  Radha sowami ji me 21 saal ki hu mere ghar me...
Radha Soami g.
Ap bahar kaha rehte ho?
to phele ap satsang ghar dhundo apne aaspass. books ap ko wahi mile gi. or satsang suno jyada se jyada. or ap www.rssb.org par dekh sakte ho sb kuch dere k bare main. naamdan k liye ap ki age 28 y honi jaroori hai.
Radha Soami g
Save
Cancel
Reply
replied to:  rssb123
sureh
Replied to:  Radha Soami g. Ap bahar kaha rehte ho? to phele...
Radhaswamiji,
i agree with the above reply. Any query pl send message at geet62@ymail.com
Save
Cancel
Reply
replied to:  rssb123
punamr
Replied to:  Radha Soami g. Ap bahar kaha rehte ho? to phele...
Radha soami ji
Hum belgium me rehte ha. Or jaha koi satsang ghar nahi ha or books v nai.
To kya hum sirf wait kare tab tak jab tak hum india me nahi aate.
Radha soami ji
Save
Cancel
Reply
replied to:  punamr
rssb123
Replied to:  Radha soami ji Hum belgium me rehte ha. Or jaha...
Ap site pe dekho k kuch mil jaye. nahi to ap net se order kar books mangwa sakte ho.
Save
Cancel
Reply
replied to:  punamr
rssb123
Replied to:  Radha soami ji Hum belgium me rehte ha. Or jaha...
Agar yeh v nahi karna to ap muje bta dena main courier kar du ga.
Save
Cancel
Reply
replied to:  rssb123
punamr
Replied to:  Ap site pe dekho k kuch mil jaye. nahi to ap...
Thank u
Save
Cancel
Reply
replied to:  punamr
punamr
Replied to:  Thank u
Thank u aap ye karna chahte ha lekin nahi hum dekhenge hum or kya kar sakte ha
Save
Cancel
Reply
replied to:  punamr
rssb123
Replied to:  Thank u aap ye karna chahte ha lekin nahi hum dekhenge...
Good luck
Radha Soami g
Save
Cancel
Reply
replied to:  rssb123
punamr
Replied to:  Good luck Radha Soami g
Thank you
Radha soami ji
Save
Cancel
Reply
replied to:  sureh
punamr
Replied to:  Radhaswamiji, i agree with the above reply. Any query...
Humne aap ko ek mail bheji thi kya apko milli or kya aap jwab deh sakte ho
Hume help chahiye or hume janna ha
Save
Cancel
Reply
replied to:  punamr
sureh
Replied to:  Humne aap ko ek mail bheji thi kya apko milli or...
Radhaswami.Yah i got yr mail. U have said that yr Jiju is radhaswami though he has not taken Naam. Yet he must be having much knowledge abt radhaswami satsang Beas. U can ask him whatever he call tell. Rest u have got reply from other person and i have endorsed his views. One of the persons has offered u to send books through courier. There is no harm in getting the books through him. At the most if u want, u can pay him the cost. In the mean time u keep gathering knowledge abt Radhaswami preachings on RSSB official website. But ensure that u should have sufficient reasons to come to Dera. Also I give below the address for collection of information and books from Belgium which i have found in one of his books.

Mr. Piet J.E.Vosters
Driezenstraat 26, Turnhour 2300.

Pl note that i am not rep of Dera. I am replying the questions of my own with due regards to Baba ji. I am trying in good faith to answer the queries of aggrieved persons or who long to desire something about Radhaswami faith.
Save
Cancel
Reply
replied to:  sureh
punamr
Replied to:  Radhaswami.Yah i got yr mail. U have said that yr Jiju...
Radha Soami ji
Thank you aap me humari mail padhi or replay diya. Hanji hum jiju se puch sakte ha
lekin jiju kabi ghar nai hote wo kam par jaate ha or shaam ko ghar aate ha. Or rahi baat dusre person se books lene ki wo hum nahi kar sakte kuch apni problems ha. Humne ghar me kisi ko nahi kaha ha es leye humne jaha sawaal pucha ki shayad jaha help mille. Bina ghar ko bataye ghar me koi mana nai kare ga lekin.... Once more thank u aap ne hume adress diya.
Save
Cancel
Reply
replied to:  punamr
udipt123
Replied to:  Radha sowami ji me 21 saal ki hu mere ghar me...
You can order the books on website www.scienceofthescoul.org
and i'll e-mail you some audio satsang in free time if you could tell me your e-mail address.
the very good thing is this you can listen satsang from the website www.radhasoamiji.com
Save
Cancel
Reply
replied to:  udipt123
punamr
Replied to:  You can order the books on website www.scienceofthescoul.org and i'll...
Thank u very very much sach me hum v search kar rahe the ki kaha se hume satsang sunne mille lekin milla nahi siwaye youtube ke lekin aap ne hume site di or aap hume send v karna chahte ha thank u aap ka sukhriya ada kaise kare hum. Humari id punam.7@hotmail.com ha. To kya hum wait kare jab tak hum 25 ke nahi ho jaate tab ja ke hume naamdaan mille ga. Or ese pehle hum satsang sunne. Thank u hume jahi pata lagna tha ki hum kaise baba ji ke bare me janne or satsang sunne. Bas humari jahi icha ha ki hum baba ji ke raaste pe chale.
Fir se aap ka thank u
Save
Cancel
Reply
replied to:  punamr
udipt123
Replied to:  Thank u very very much sach me hum v search kar...
If you cannot visit to the person in belgium than you can write a letter to him and he will send you the books at your address.
whatever doubts/confusions you have in future we all radhasoami members will definitly help you on the discussion forum or e-mail me at udiptgill@gmail.com and keep joining discussion forum
Save
Cancel
Reply
replied to:  udipt123
punam7
Replied to:  If you cannot visit to the person in belgium than you...
Thank u. Jaise humari umar 21 saal ha to hum abhi naamdaan nahi leh sakte lekin jab hum india jaye ge or 25 ke ho jaye ge tab naamdaan leh sakte ha. Lekin hume kisi ne kaha ki naamdaan aise hi nahi mill jaata waha par puchte ha ki aa satsang sunne jaate ho ja sunna ha or waha ek do shabad v puchte ha. Lekin humne to kabi sunna hi nai keu ki jaha satsang ghar nahi ha or agar hum youtube pe satsang sunte ha hume shabad yaad nahi rehte lekin baba ji ki baatein yaad rehti ha. Hum kya hume to fir aise naamdaan nai mille ga hume naamdaan chahiye humari bhut icha ha or hum baba ji ko v milne chahte ha hume un ke raaste par chalna ha. Hum kya kare? Hume kuch samaj me nahi aata. Ek or baat agar kisi ne zindagi me kuch galt kiya ho to kya un ko naamdaan milta ha? Humare kehne ka matlab ha humne kayi galtiya ki hume afsoos ha kuch to jaanbujh kar nahi ki lekin hum sudharna chahte ha hume bhut afsoos ha hum kya kare aise me kya baba ji hume naamdaan denge lekin hum apnr dil se chahte ha naamdaan lena.
Save
Cancel
Reply
replied to:  punam7
udipt123
Replied to:  Thank u. Jaise humari umar 21 saal ha to hum abhi...
Is duniya me har koi galtiya karta hai koi bhi insaan aaisa nahi bilkul theek ho. lekin hame ek satsangy hone ke baad un galtiyo ko dobara dohrana nahi hai ek acche insaan banna hai. agar hum us bhagwan ko khojne me lag jaye or aapne gunaho ki maafi mange toh woh hamari har galtiya maaf kar dega chahe koi bhi galti kyu na ho.

aapke aas pas koi satsangy nahi hai isliye tumhe bahut doubts/confusion hai lekin chinta mat karo hum tumhare answers jaror dethe rahenge jab tak tumhe jarurath ho. aap you tube ke satsang nahi suna kare kyunki u-tube par satsang beas duara post nahi kiye jate. aap abhi kebal WWW.RADHASOAMIJI.COM par hi satsang suna karo.
aap chaho toh mujhe facebook par join kar sakte taki main aapki help karta rahu. aap mujhe UDIPT GILL se search kar sakte hai agar aap ko theek lage toh.
naam dan lene ke liye aap pure-vegetarian hone chaiye, aapki imaandhari ki roti honi chaiye aapka paisa koi galat business se nahi aata ho, tension mat lo waha koi exam nahi liya jata bas kuch aapke bare me poocha jata hai bas thodi choti moti jankari honi chaiya aur satsang ki kuch bate pata ho.
website par jab jao toh pahela tum maharaj charan singh ji ke phir maharaj jagat singh ji ke satsang sunna deere deere baki aur. rahi baat books ki woh science of the soul website par order kar dena. order kane se pahle pooch lena kaun si books pahele padni hai.
Save
Cancel
Reply
replied to:  udipt123
punam7
Replied to:  Is duniya me har koi galtiya karta hai koi bhi insaan...
Thank u very much aap humari maddat karna chahte ho. Humare paas facebook nahi ha es leye hum aapko join nahi kar sakte. Hum ab vegetarian ha kuch 3 saal se lekin pehle hum khaya karte the or jahi humari galti ha tab humne koi book nahi padhi thi or koi hume batata nahi tha. Or ghar me khana padhta tha. Ab hume afsoos ho raha ha. Thank u ab hume thora or pata laga kaise hota ha. To ab hum wait kare or satsang sunne jab tak hume naamdaan nahi milta. Jaha tak sahi business ki baat ha hum kam kar rahe ha lekin hume pata nahi sahi ha ja galt. Hume to abi kuch v nai pata ha hum sab janna chahte ha. Ek or baat wo site english me ha ja nahi?hume itni achi english nahi aati hume punjabi aati ha yeh v ek problem ha. Sabh site english me ha or kuch words hum samaj nahi paate to hume translate karna padhta ha. Or koi baatein hai jis par hume dhyn rakhna ha. Hum jaroor us site par satsang sunne ge.
Save
Cancel
Reply
replied to:  udipt123
punam7
Replied to:  Is duniya me har koi galtiya karta hai koi bhi insaan...
Hume samaj me ne aa raha kaha se information leh or kis ko puche. Hum baba ji ke bare me search kar rahe the to hume yeh site milli humne yaha padha or dekha ki jaha shayad hume information mill jaye lekin sabh keh rahe ha ki books padho or satsang sunno. Hum maante ha yeh sabh lekin kaise kare hum bhut mushkil ha jaha koi satsang ghar nahi ha or satsang kaha se sunne. Ab hum thore sad ho rahe ha keu ki hume information nahi milli lekin ab aap ne replay keya to lagta ha shayad aap humari maddat kar sakte ho. Hum dil se sabh kuch janna chahte ha or waise hi banna chahte ha. Kya hum aapse sawaal puch sakte ha ki aap ne naamdaan liya ha? Agar liya ha to kaise tha kya karna tha? Kya fir life me changes aate ha? Kya hota ha fir? Or humne sunna ha ki bhajan simran karna padhta ha. Hum samaje nai kya karna hota ha fir? Hum bas aapka experience puch rahe ha aisa samaj lo. I am sry agar humne kuch galt pucha ho to yeh sirf es leye keu ki hume janna ha.
Save
Cancel
Reply
replied to:  punam7
udipt123
Replied to:  Hume samaj me ne aa raha kaha se information leh or...
Tum mujhe se aapne sawaalo ke jabab le sakti ho tension mat karo. upar wale par vishwas karo tumhe sab kuch samaj aa jayega.
waise abhi meri umar 23 saal hai. mere mummy papa ko 18 saal ho gaye hai naamdaan liye huye. main babaji ke satsang sunta raheta hu. main har sunday ko satsang bhi sunta hu. aur kabhi kabhi sewa bhi kar leta. maine beas ki jyadatar books pad rakhi hai. aur satsangy logo se baate bhi karta raheta hu. is liya main tumhare sawaalo ke jabab de sakta hu agar mujhe kuch nahi maloom hoga toh main satsang karne waalo se pooch ke bata diya karunga.

waise tum meri e-mail id note kar lo main tumhe time-time par kuch jaruri baate bhejta rahunga, inbox check karte rahena meri e-mail id hai gill.udipt@gmail.com aage se tum bhi sawaal meri e-mail id par bhejte rahena

agar hum babaji ki kahi baato ko mante hai, unki kahi baato par chalte hai, toh jaroor humhare life changes aayenga. agar hum unki baato ko nahi maante hai toh hum jaise pahele de waise hi baad me rahenge. jaise ek class me sabhi bacche to padne me acche nahi hote, koi student bahut acche hota hai padne me koi thoda accha hota hai toh koi bilkul bekar hota hai padne me, kuch students school me kewal mauj masti karne aate hai. ishi tarah beas aane wale sabhi ek jaise nahi hote kyunki agar hum aapne life me badlab chahte hai toh hame khud kuch karna padta hai.
rahi baat bhajan simran ki toh bhajan simran toh ek satsagy ki life ka saabse jarori kaam hota hai kyunki bhajan simran karne se hi hum us parmatma se mailap kar sakte hai aur jite ji mukti hasil kar sakte hai.
tum meri e-mail note kar lena main tumhe khali samay me jarori bate bhejte rahunga.
waise tum ne kaun si book pad rakhi hai.





Save
Cancel
Reply
replied to:  udipt123
punam7
Replied to:  Tum mujhe se aapne sawaalo ke jabab le sakti ho tension...
Humne aapko add kar liya ha aapke paas jab time ho tab bata denaa.
Save
Cancel
Reply
replied to:  punam7
udipt123
Replied to:  Humne aapko add kar liya ha aapke paas jab time ho...
वैसे मुझे हिंदी टाइप करनी नहीं आती लेकिन मैं एक सॉफ्टवेर की मदद से तुम्हे हिंदी में टाइप करके मैसेज भेजता रहूँगा कभी कभी कुछ हिंदी के शब्द गलत हो सकते है उसकी जगह मैं इंग्लिश में लिख दूंगा
Save
Cancel
Reply
replied to:  punam7
udipt123
Replied to:  Humne aapko add kar liya ha aapke paas jab time ho...
वैसे मुझे हिंदी टाइप करनी नहीं आती लेकिन मैं एक सॉफ्टवेर की मदद से तुम्हे हिंदी में टाइप करके मैसेज भेजता रहूँगा कभी कभी कुछ हिंदी के शब्द गलत हो सकते है उसकी जगह मैं इंग्लिश में लिख दूंगा
Save
Cancel
Reply
replied to:  udipt123
punam7
Replied to:  वैसे मुझे हिंदी टाइप करनी नहीं आती लेकिन...
Thank u. Humne Pars to Pars book padhi ha baba ji ki. Es book ko padh kar humari icha hoi baba ji ke bare me or janne ki or un ke raaste par chalne ki. Es leye hum jaha a gaye help ke leye or janne ke leye. Apka bhut bhut thank u ki aap help karna chahte ha.
Save
Cancel
Reply
replied to:  punam7
udipt123
Replied to:  Thank u. Humne Pars to Pars book padhi ha baba ji...
सबसे पहेले तो हमे यह जानना जरुरी है की हमे गुरु की आवश्यकता क्या है ?
संसार में हम जो कुछ भी सीकते है, एक शिक्षक से सीकते है। बच्चा बैठना, खाना, चलना और बोलना आपनी माता से' सीकता है। स्कूल में जाकर वह पढना अपने अध्यापक से सीकता है। बाद में योग्य इंजिनियर , डॉक्टर , बनने या विशेष कलाओ में प्रवीण होने के लिए लम्बे समय तक उसे विशेषग्यो की देख रेख में शिक्षा लेनी पड़ती है। अध्यातत्मिकता तो एक बहुत कठिन तथा गूढ़ विषय है, जिसमे एक शिक्षक या गुरु का होना बहुत अनिवार्य या लाजिम है। इस संसार में तो हम एक शिक्षक या मार्गदर्शक के बिना तो हम कुछ भी हासिल नहीं कर पाते, तब हम परमात्मा की प्राप्ति एक रूहानी(आध्यात्मिकता ) शिक्षक के बिना कैसे कर सकते है।
बाबाजी अक्सर अपने सत्संगो में कहेते है की लखनऊ में एक भूल-भूलइया है जिसमे अगर कोई चला जाता है तो बिना किसी गाइड के उसमे से निकलना मुश्किल हो जाता है तो फिर एक इंसान की बनाई हुई चीज इतनी उलझाने बाली हो सकती है तो फिर वह परमात्मा कैसे बिना गुरु के मिल सकता है जिसने तो सारे संसार को ही नहीं बल्कि सूरज चाँद सितारे आदि बनाये है।
Save
Cancel
Reply
replied to:  udipt123
punam7
Replied to:  सबसे पहेले तो हमे यह जानना जरुरी है की हमे...
Thank u lekin....
Save
Cancel
Reply
replied to:  punam7
udipt123
Replied to:  Thank u lekin....
Kya tum punjabi pad sakti ho
jara jaldi answer dena
Save
Cancel
Reply
replied to:  udipt123
punam7
Replied to:  Kya tum punjabi pad sakti ho jara jaldi answer...
Hanji
Save
Cancel
Reply
replied to:  punam7
rssb1
Replied to:  Hanji
Radha soami ji,,,,,,bahut dino se mai apke que padh raha hoon,, par mere ko yeh samjh mai nahi aa raha ki aap asal mai puchna kya chahti hai,, apne namdan ke bare mai pucha ji yeh to bahut door ki baat hai,, kyon ki aap ko to yeh hi nahi pata ki aap jo job karti hai woh imandari ki hai ya nahi,, apko khud ka nahi pata ki aap kya kar rahe ho,,wah re wah,, or dusri baat apko kuch logo ne reply diya ki youtube par baba ji ke satsang mat sonu kyoki yeh logo duara dale gaye hai,, aap un logo se yeh pucho ki yeh jo site hai kya yeh que ans ke liye sahi hai,, is site ko kisne banaya,, kya RSSB ne,,????? baba ji ne aisi site par que ans ke liye mana kiya hai yeh baat sab satsangi jante hai,, or haan aap mere ko yeh batao ki aap india mai kaha se ho,, agar kisi baat ka bura laga ho to sorry,, radha soami ji,,
Save
Cancel
Reply
replied to:  rssb1
punam7
Replied to:  Radha soami ji,,,,,,bahut dino se mai apke que padh raha hoon,,...
Hume bura ne laga. Jaha tak mere kam ki baat ha hum aapko pehle bata chuke ha ki hum bahar rehte ha or jaha kam karte ha. Or jaha sabh kuch alag ha or agar hum kahi v kam kate ha to wo log yeh to nahi kehte ki wo imaandar ha ja nahi ha search kar sakte ha lekin kya wo 100% sahi hoga hume ne lagta. Jaha ek dukan me 100 ja 200 se jada log kam karte ha so hume yeh nahi pata. Hum new ha hume kuch v malum nahi ki aisa kuch ha jo aap ne likha ki jaha aise nahi keh sakte ja likh sakte. Hum kya janna chahte ha? Hum v ek satsangi banna chahte ha to hum yeh puchna chahte ha ki kaise hota ha sabh. Aap ne kaha book kharid lo ha sahi kaha aap ne lekin aap ko humari problems ja hum jaha kaise rehte ha yeh nahi pata to hum sirf dusro se jaan sakte ha. Agar humne kuch galt kaha ho i am sry lekin hume pata nahi ha hum es leye puch rahe ha i am sorry sorry.
Save
Cancel
Reply
replied to:  punam7
rajiv24
Replied to:  Hume bura ne laga. Jaha tak mere kam ki baat ha...
Radha soami ji,,my dear aap bahar rehte ho,, aap jasise aur mere jaise bahut log bahar rehte hai,, mai aap ko bata do ki mai bhi 6 saal se bahar reh raha hoon,, aur mere ko sab pata hai ki pardes kya hota hai pardes mai kya problems hoti hai,, bahar koi kothi mahal to milte nahi bas guzara karna padta hai,, lekin mai bhi bahar reh kar kaam kar raha hoon,, mere ko pata hai ki mera kaam acha hai ya bura,, apko ache bure ki pehchaan to hogi abhi aap khud faisla karo ki aap ka kaam acha hai ya bura,, agar bura hai to koi or job karlo,, ji agar aap ache ho to apko sab ache insan hi milenge chahe woh apna desh ho ja pardes ho,, aur apke jiju bhi to radha soami hai aap unse bhi puch sakte ho,, aap satsangi banna chahte ho mujhe is baat ki bahut khushi hai,, har kaam karne ka koi tarika hota hai,, bharosa rakho aur kosish karte raho,, aapko apni mazil jaldi mil jayegi,, kisi bhi insan ko time se pehle aur kismat se jyada kabhi kuch nahi milta,, logo se mat pucho baba ji se prathna karo woh sab jante hai,, woh sab ka bhala karte hai,, apka bhi bhala karege aur mera bhi,, agar kuch bura laga ho to pls sorry,, radha soami ji,,&,, god bless u,,,,,,
Save
Cancel
Reply
replied to:  rajiv24
punam7
Replied to:  Radha soami ji,,my dear aap bahar rehte ho,, aap jasise aur...
Aap ne jo kaha sahi kaha lekin humne jaha es leye sawaal pucha tha keu ki humne dekha jaha sabhi sawaal puchte ha agar unhe koi problem ho to es leye humne v sawaal puch liya or agar koi help karna chahta ha to kya hum mana karde. Jiju kam par jaate ha un ke paas itna time hi nahi hota. Or hume bura ne laga lekin aisa laga ki humne galti ki jaha sawaal puch kar i am sry. Or thank u aap ne hume samjaya.
Save
Cancel
Reply
replied to:  punam7
rajiv24
Replied to:  Aap ne jo kaha sahi kaha lekin humne jaha es leye...
Radha soami ji,, sab log yaha par que puch rahe hai,, aap un logo ke que dekho ki jadu tune wargi koi cheez hundi hai,, yeh ques hai,, are hamare baba ji hamare sath hai,,or hum log abhi bhi jado tune par viswas kar rahe hai,, kyon,,???? baba ji par viswas karo na ki jado tune par,, apne bhi pucha agar apki koi help karna chahta hai to woh aap socho ki aap ko help leni hai ke nahi,, mai kafi time se yaha par que ans padh raha hoon,, lekin maine kabhi bhi koi que nahi pucha or na kabhi kisi ko ans likha hai ki aap aise karo ya or,, apko maine ans is liye kiya aap ke ques mai mere ko kafi batain achi nahi lagi,, is ke liye sorry,, lekin aap apni taraf se bilkul sahi ho,, baki baba ji par viswas rakho,, radha soami ji,,,,
Save
Cancel
Reply
replied to:  rajiv24
punam7
Replied to:  Radha soami ji,, sab log yaha par que puch rahe hai,,...
Apko kya galt laga? Humne kya galt kiya? Hume samaj me nahi a raha. Kya aapko yeh galt laga ki hum dusro se help maangte ha? Aap saaf keh sakte ho or fir hum dubara nahi kuch kehte i am sry.
Save
Cancel
Reply
replied to:  punam7
rajiv24
Replied to:  Apko kya galt laga? Humne kya galt kiya? Hume samaj me...
Radha soami ji,, ji mere ko kuch bhi galat nahi laga,, agar aap ko meri kisi baat ka bura laga ho to sorry,, radha soami ji,,&,, god bless u,,
Save
Cancel
Reply
replied to:  punamr
sunny52
Replied to:  Thank u very very much sach me hum v search kar...
Dear Daughter,

Radha Swami Jee, Please start with these Shabads.


link is given below :-

https://www.youtube.com/watch?v=Ac3L6kvkuyA&list=PL65DF7BBBCC12D030

Regards,
Sunny52
Save
Cancel
Reply
 
x
OK