Gurinder Singh
Posts  1 - 2  of  2
rina12345
Radha soami ji,
babaji main apse bahut kuch discuss karna chahti hoon main bahut pareshan hoon mujhe plzzzzzzzzzzzzz iska jawab dena main apse ye kehna chahti hoon ki mere do bache hain mere husband ki kamai bhi apke karan thik hain mere sath kya kya hua hain apko to sab pata hain ab apki kripa se main thik hoon par mere father ne mere bacho ke liye insurance karaya hain aur woh har saal unke liye paise patate hain par woh sab ko batate firte hain ki main unke liye yeh kar raha hoon aap mujhe yeh bataye ki kya mujhe unse ye lena chahiye ki nahin aur jaise mera mayke mein khana khana pine ye sab thik hain ya nahin kya ye sab hum par karja chadta hain.
mujh par daya karen aur plzzzzzzzzzzz mujhe iske jawab dein .
Save
Cancel
Reply
replied to:  rina12345
Rabb
Replied to:  Radha soami ji, babaji main apse bahut kuch discuss karna chahti...
Hi,

dekho ye to us malik ko pta hai ki ye sab ap par karz chad rha hai ya unka karz utar rha hai....bs ap apna karam ache se karo....
Save
Cancel
Reply
 
x
OK