sunitasachdeva
Radha Saomi ji, Baba ji meri age 40 years hai. Mere pati ka sawargwas 9 sal pahele ho chukka hai tab se lekar 5-6 sal tak mera man bahut bhataka hai mere 2 bache hain lakin sachhi bat to yeh hai ki mere pati ke jane ke bad maine prabhu ko yad karna chhod diya tha lekin ab mujhe realize hota hai ki maine bahut same gawa diya jabki ye sab mere pichle karmo ka phal hai lekin ab aage ke liye kaya karu mera man karta hai ki mai har waqat prabhu ko yad karti rahu lekin maine namdan to nahi le rakha namdan lene me pata nahi kitna same lag jaye esa na ho ki mera pran pahele hi nikal jaye kayoki pal ka to bharosa nahi hai kirpya mujhe ye bataye ki namdaan lene tak mai kaise prabhu ka simran karu .....contd.