Nirankari
Posts  1 - 5  of  5
ranjeet567
Dhan nirankar ji,mera sawaal ye hai ki is nirankar ka dhyan hamesha kaise rakha jaye.
Save
Cancel
Reply
replied to:  ranjeet567
vishwas
Replied to:  Dhan nirankar ji,mera sawaal ye hai ki is nirankar ka dhyan...
Are mere bhai jo apke aju baju main hain use ap bhul kaise sakhate ho sirf hamesha simaran dhyan lagya karo
Save
Cancel
Reply
replied to:  ranjeet567
roh4864
Replied to:  Dhan nirankar ji,mera sawaal ye hai ki is nirankar ka dhyan...
Parmatma ka dhyan lagane ke liye uska ehsas hona bahut jaruri hain jabtak uska ehsas nahi tab tak dhyan bhi nahi lag sakta

dhan nirankar ji

rohit shukla

ahemdabad
Save
Cancel
Reply
replied to:  roh4864
priyankam
Replied to:  Parmatma ka dhyan lagane ke liye uska ehsas hona bahut jaruri...
Dhan Nirankar ji !

Parmatam ka ehsas hum Simran karke hi kar sakte hai..
Save
Cancel
Reply
replied to:  ranjeet567
vaibhavtyagi
Replied to:  Dhan nirankar ji,mera sawaal ye hai ki is nirankar ka dhyan...
Prabhu is ghat ghat waasi parmatma ka ehsaas hona chahiye ki ye hme dekh raha hai or ye hamare ang sang khud viraajmaan hai,
or wese bhi kisi ne kaha hai ki ehsaas hi bhakti hai!
Save
Cancel
Reply
 
x
OK